Yeh Dua Apne Abbajaan - Ammijaan ke liyePlease 1 bar Aameen! kahe
Aye ALLAH!
Mere Walidein ko
Sehat or Tandrusti ataa Farma
Aameen!
Un ki tamam pareshanion ko khatam kar
Aameen!
Aur unhein hamesha hamaray liye salamat rakh
Aameen!
Aur hamey unka farmabardar banaa
Aur jinke Walidein is duniya se rukhsat ho gaye hain unko Janat-ul-Firdaus mein aala se aala maqaam ataa farma.
Aameen!
Aur jis ne ye dua mujhe send ki unki Walidein ka sayaa un ke sar par hamesha salamat rakhna Aameen!
Agar aap apne Walidein ke liye dua karwana chahte hain toh isko itna forward karo jitna aap apne Walidein se pyaar karte hain...!